
Tum kya jano pyaar kya hota hai...
tum kya jano pyaar kya hota hai...
jab khuda se bandage laga le to yaar kya hota hai...
mohabbat to sab karte hain insanose...
hamne fariste ko chuna to aitbaar kya hota hai...
Tum kya jano pyaar kya hota hai...
Mili hai judaai har us pyaar karne vale ko
jo mohabbat kiye baitha hai...
kismat ko aapni dosh na dena...
kyun ke yahan ibadat kar ne wala be khuda se pyaar kiye baitha hai...